Showing posts with label shohar ki narazgi hadees. Show all posts
Showing posts with label shohar ki narazgi hadees. Show all posts

Monday 23 April 2018

Shohar ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

Husband Ki Narazgi Door Karne Ka Wazifa

Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge.
Kai Martba Kai baar Kuch Aesi Choti Choti baat Ho Jati hai Ki Jis Se Miya Biwi Me Doori Aa Jati hai. Narazgi ka Sabab ka Pata nahi Hota Par Unki Ruswai Bardast Naji Ho Pati.
“Aap naraz Ho Rute Ki Khafa Ho Jaye Baat Itni Bhi Na Bigde Ki Judda Ho Jaye.”
Zindgi me Aksar Ruthne Manana Chalta Rahta Hai Par Baat Itni Naa Bigad le Ki Nubat Judda Hone Ki Mtlab Talaq Tak Aa jaye. Jhukne Se Koi Chota Nahi Hota. Agar Aapko Lagta Hai Aapke Jhukne Se Rishte Ki Buniyad Bach Sakti Hai To Jhuk Jaye.
Rishto Ki Ye Deewar Itni Kamjor Ku Hai Pahle Baat Koun Kare ye Soch Kar baat Band Hai. Apni galti Ke Liye Maafi Mange Fir Chahe Gati Kisi Ki BHi Ku Na Ho. Maafi Mangne Se Aap Chote Nahi Hote aur Maaf karne Se Aap Ke Bade Dil Ka Pata Chalta Hai.
Kai Baar Hamare Laakh Try Karne ke Baad Bhi Hum Apne Rishtey Me Wo Pahle Si Mithas Nahi La Pate. Aap Ki Is Choti Si Problem Ke Liye Aaj Main Aapko Batane Wala HU Ek Aesa Wazifa Jise Karne Se Aap Apne Shohar Ko Aasani Se Mana Lenge aur Unhe Apne Ishq Me Girfat Kar Lenge.

Shohar Ko Mehrban Karne Ka Wazifa
  • Sabse Pahle Wuzu Karle.
  • Fir 11 Martba Durood Shareef Parhe.
  • Phit 1250 Martba “Al Kabeer” Parhey.
  • Akhir Me Fir 11 Martba Durood Shareef Parhey.
  • Isko Pani Me Dum Karke Apne Shohar Ko 21 Din Tak Pine Ko De.
  • Inshallah Aap Dekhenge Ki Unki Narazgi Gussa Jald Hi Kafoor Ho Jayega.
Bina Kisi Takloof Ya Problem ke Aap Apni Har Problems Ko Niche Diye Contact Detail Par bata Sakte hai. Aap Ki Har Tarh Ki Mushkilaat Ko Itminaan Se aur Jaldi Hal Kiya Jayega aur Aapki Privacy ka Pura Khayal Rakha Jayega.

Contact Detail
Name: - Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: - +91-9878049601
Mail: - maulviji786@gmail.com
Web Address: - https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: - https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: - https://twitter.com/islamicistikhra
Google Plus: - https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara