Showing posts with label shab e barat history. Show all posts
Showing posts with label shab e barat history. Show all posts

Sunday 22 April 2018

Shab E Barat Dua

Shab E Barat Prayers And Duas

Aslam Walekum Khawatino Hazrat main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu. Allahtala Se bus Yahi Dua Karta Hu ki Aap Sab Bhi Kheriyat Se Ho.
Haqiqat yahi hai ki Insaan us Rab Ka Banda hai lekin Wo Apne Rab ka Hukum Na Mankar Apne Man Ki Karta Hai. Jis Wajh Se Wah Har Rah Par Thokar Khata hai uski Life Intni Problems Aa jati hai Ki Jinse Wo Pareshaan Ho Jata hai.
“Rab Ki Aur Paltne Ko Arabic me Touba kaha Gaya Hai.”
Jo Apne Rab Ki aur Paltkar Apne Gunaho Se Touba Karke Allah se Shab-E-Barat Ke Din Kuch Bhi Mangta Hai Jo Bhi Dua Karta Hai Wo Kabool Jarur Hoti Hai. Ye Ek Aesi Mukdas Waqt Hai Jo Kabhi Kabhi Aata hai jab Allahtala Apne Bando Ko Unke Gunaho Se Bachne ka Moka Dete hai. Unhe Wo Tamam Kushiya Dete hai jo Wo Pana Chahte hai.
Rahmato ke Mahine Ramjaan Se Pahle Magferat ka mahina Shaban Aata Hai, Jise Rasool Akram Ne Gunaahon Ko Mitaane Wala mahina karar Diay Hai. Is Shaban Ke Mahine Me Ek Raat Aesi Bhi Aati Hai JIsme Allah Apne Gunhgar bando Ki Duao Ko Sunta Hai aur Un Logo Ko Jahnnum Se Nijat Dilata hai. Us Raat Allah Ki Rahmat Josh Me Hoti Hai aur Wah Pukar Pukar Kar Magferat Ki Chahat Rakhne Walo ko Apne Huzur Me Touba karne Ki Izazat Deta Hai.Fir Unki Dua Kabool Karta Ha.
Fazilat aur barkat Wali Ye Raat Shab-E-Barat Muslim Calende ke 8 Mahine shaban ki Choudwi Tarikh ko Magrib Ke Waqt Suru Ho kar Suraj Niklne Tak Jari Rahti Hai.

Dua Nisf-E-Shaban
"Bismillah Hir Rahman Nir Rahim
Qul Huw-Allahu Ahad
Allah-Us-Samad
Lam Yalid Wl Lam Yulad
Wa Lam Yakul Lahu Kufuwan Ahad"
Dua Karne Ka Wazeeb Tarika
6 Rakkat Nafl Prayer (2+2+2) fir Magrib. Har Rakaat ke Baad Surah yaseen 1 baar or 21 Baar Sueh Iklas (Surah Qul) fir Last Me Dua Nisf-E-Shaban
Contact Detail
Name: - Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: - +91-9878049601
Mail: - maulviji786@gmail.com
Web Address: - https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: - https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: - https://twitter.com/islamicistikhra

Google Plus: - https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara
Ab Aap Paak Dua Ko Video Channel Par Ja Kar Sun Bhi Sakte hai.
https://youtu.be/tsUj_n_zyBs