Showing posts with label prayer when entering Mosque. Show all posts
Showing posts with label prayer when entering Mosque. Show all posts

Friday 4 May 2018

Dua When Entering And Exiting Masjid

Dua When You See Masjid

Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge.
“Sirf Sajde Me Sar Ko Jhukane Se Dua Kabool Nahi Hoti, Dil Ko Bhi Jhukana Hota hai Namazi ke Liye.”
Mane Aksar Dekha hai Logo Ki Shikayat Hoti hai ki Hamari Dua Kabool nahi Hoti. Mera Mashwara Yahi Hai kitne Bhi Kabba Chal Jao Kitna BHi Mosque Chal jao agar Aapka Dil Kudha Ke Tarf nahi Hai Paak Saaf nahi hai to Sab Bekar Hai.
Are Jaruri nahi ki Namaz Atta karne Ke Liye Mosque me ander hona jaruri hai jis jagh aapne Namaz Atta Kar Di Wo jagh Apne aap Hi Paak Saaf Ho Jati Hai. JIs Ghar 5 Waqt namaz Atta Hoti hai Allah Ke Farishtey us Ghar Ki Safety karte hai. Allahtala to Apne Un Akitmando Ki Fariyad Bhi Sun Leta hai jinke Jubaan nahi hoti. Bus Ek Baar Unhe Dil Se Pukar Kar To Dekho. Musibat me Do Ashk Bahake Unse Fariyad karke To Dekho.
Aaj Log Anamz Atta Karne Masjid Me jate aur Bhaher aate hai to unke Muh par sirf dusro ki burai ya galat niyat hoti hai. Aese me GHunah-e-azim se bachne ke liye main aapko bata raha hu Masjid ke ander jate waqt aur bhaher aate waqt Ki Paak Dua. Meri Aapse Gujarish Hai Niyat saaf karke in dono dua ko karke hi Masjid me Jaye.

Dua Before Entering Mosque

Allaahum-maf-Tahlee Abwaaba Rahmatika”
English: -                      “O Allah, open the doors of Your Mercy for me.”

Dua When Exiting Mosque

“Allaahum-ma In-nee As`aluka Min Fadhlika”.
English: -                     “O Allah, I seek of You Your Grace.”
Jab In Dua Ka Zikr Aapki Jaban Par Hoga To Aapke Ander Ek Naya Hi Sukoon Hoga. Gaur talab Ramadan Ke Paak Mubarak Month Me 5 Waqt Namaz Ke Saath Saath In Dua Ko Jarur Kare.
Contact Detail
Name: - Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: - +91-9878049601
Mail: - maulviji786@gmail.com
Web Address: - https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: - https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: - https://twitter.com/islamicistikhra
Google Plus: - https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara