Showing posts with label Wazifa for Mother in Law Love. Show all posts
Showing posts with label Wazifa for Mother in Law Love. Show all posts

Thursday 17 May 2018

Strong Wazifa To Control Mother In Law

Dua For Good Relationship With In Laws

Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge.
Miya Biwi Ke Jhagde alag baat ahi par jab in jhagdo me sasrural wale include ho jate hai to ek naya mod aa jata hai. Aksar dekha gaya hai ki ladies ki apni saas se an ban rahti hai. Har Aurat ko lagta hai ki uski bahu uske bête ko us se cheen rahi hai.
Ye ek dar hai jiska hona wajeeb hai. Agar aap apne saas sasur ko apni family ki tarh hi treat kare ya unki care kare to wo bhi aapko apni daughter ki tarh hi treat karengi. Par kai martba aesa hota hai ki aapki laakh koshish ke baad bhi aap us ghar me apni wo jagh nahi bana pate jo aapke apne ghar me hoti hai.
Aaj main aapko batane wala hue k aesa Wazifa Jise karne se aap apni saas aur sasural me kisi ko apne control kar sakte hai. Ek aesa wazifa jise karne se aap apne Dushman ko bhi apni tarf kar sakte hai.

Wazifa For In Laws Love

Wa Allāhu ‘A`lamu Bi’a`dā‘ikum ۚ Wa Kafá Bil-Lahi Walīyāan Wa Kafá Bil-Lahi Naşīrāan
Lā Yuĥibbu Al-Lahu Al-Jahra Bis-Sū‘i Mina Al-Qawli ‘Illā Man Žulima ۚ Wa Kāna Al-LahuSamī`āan `Alīmāan
  • Insha ki Namaz ada karne ke bad Jis din se bhi shuru karna chahe kar sakte hai.
  • Quran-Kareem ki upar di hui dono ayaat ko mila kar 121 Martba Parhey.
  • Fir apne maqsad jo ki apki saas ko apke liye narm karna aur pareshan karne se rokna hai Dua kare.
  • Is wazifa ko bina naga 3 roz tak kare.
  • Ap ye wazifa apne dushman ko narm karne aur apne haq me karne ke liye bhi kar sakte hai.
Gaur Talab: - Ye Wazifa Kisi Ko Nazayez ya Haram Kam ke liye nahi kare. Kyonki ya paak Qurani Ayat Hai is Liye Khwateen se darkhast hai ki Haiz/Mahawaari ki Waqt ye Wazifa Na Kare.
Kisi BHi tarh ki Dua Wazifa Ke Liye Blog ko Follow kare taki aapko aapki har problem ka solution mil sake. Problems Kisi bhi tarh ki ho niche diye gaye contact detail par contact are aur solution le.
Contact Detail
Name: – Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: – +91-9878049601
Mail: – maulviji786@gmail.com
Web Address: – https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: – https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: – https://twitter.com/islamicistikhra
Google Plus: – https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara