Showing posts with label Short Duas to learn. Show all posts
Showing posts with label Short Duas to learn. Show all posts

Monday 23 July 2018

Paak Dua For Daily Life


Dua For Everything In Islam

Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge.
In The world and for All Muslim Dua For Everything In Islam. Dua Me Wo Taqat Hoti hai Wo Sifa Hoti hai Ki Jise Karne Se Har Mushkilaat Hal Ho Jati hai. Aksar Jo Kaam Science Bade Bade Doctor nahi Kar pate Wo Kaam Dua Se Ho Jata Hai.
Aapne Aksar Operation Karne Se Pahle Kahte Hue Suna Hoga Ki Dua Karna. To Dua Ki Taqat Ko To Doctor Bhi Mante Hai. Par Kai Logo Ko Malumat nahi Hota Ki Kounsi Dua Kab Karna Hai aur Kaese Karna Hai.

Important Duas For Daily Life

Maximum Important Duas For Daily Life Include In Paak Quran Shareef. Agar Aapko Koi Bhi Mushkilaat Hai JIska Hal Aapke Paas Nahi Hai To Aap Uske Ilaz ke Liye Paak Quran Shreef Me Parhe Sakte hai.

Dua When You Feel Stress

Laa ilaaha il’lal laahul Haleemul Hakeemu – Laa ilaaha il’lal laahu Rab’bul Arshil Azeem – Laa ilaaha il’lal laahu Rab’bus Samawaati wal Ardi wa Rab’bul Arshil Kareem”
Dua When Feel Stress Itni Paak aur Mukaddas hai Ki Aapki Har Tension ko Solve kar Degi.
Arabic Rule: - Alfazo Ki Aglat nahi kare.
Kisi BHi Dua Ko JItni Martba Diya Gaya Hai Utni Hi Martba kare. Na Jayada Na Kam.
Dua Se Awal-o-Akhir Me Koi Bhi Paak Durood Shareef Parhey.
Kisi Bhi Tarh Ki Mushkilaat Ya Dua Ke Liye Niche Diye gaye Contact Detail Par Contact Kare.
Contact Detail
Name: - Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: - +91-9878049601
Mail: - maulviji786@gmail.com
Web Address: - https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: - https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: - https://twitter.com/islamicistikhra
Google Plus: - https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara
Source: - https://islamicistikhra.wordpress.com/2018/07/23/paak-dua-for-daily-life/

Wednesday 9 May 2018

Dua For All Purposes

Important Duas In Islam

Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Molvi Rahim Sheikh Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki  Aap sab bhi kheriyat se honge.
Uske Dar Se Koi Sawali nahi Jata Dua Ka Asar kabhi Khali Nahi Jata.
Kahte hai Jab Dawa Kaam Nahi Aati Tab Dua kaam Aati hai. Aksar Aapne Bhi Doctor Ko Kahte Suna Hoga Ki Hum Apni Tarf Se Pura Try Kar Rahe hai Bus Aap Log Dua Karo. Ya Kai Martba Kahte Hue Suana Hoga Ki Kisi Ki Dua Ki Wajh Se Aaj main Yaha Hun.
Islam-E-Paak ki Paak Quran-E-Shareef Me kai Tarh Ki Dua Ka Zikr hai. Har Tarh Ki Mushkilaat Ke Liye Har tarh Ki Dua Ka Zikr Diya Gaya hai. Kai Logo Ka Kahna hai Ki Main Khubh Dua Karta hu par na Jane Ku Allahtala Meri Dua Kabool nahi Karte. Aesa nahi Hai. Allah Raheem hai Kareem hai Wo Sabki Dua Sunta Kabool Karta hai. Jo Paak Dua Quran-E-Shareef Me Di Jati hai Unhe Karne ka BHi Ek Tarika Hota hai Jise Follow Karna Hota hai.
Jaese Jayada Roti Khane Par Pet Dard aur Kam Khane Par Hum Bukhe Rah Jate hai Wase Hi Dua Kabhi Jayada Ya Kam Nahi Karna Chahye. JItni Martba karne Ka Zikr Hai Utni Martba Hi kare.
Aaj Main Aapko Bata Raha Hu Ek Aesi Paak Dua Jo Aapki Har Tarh Ki Mushkilaat Ko Easily Solve Kar Degi.

Important Duas For Daily Life

“YAA RABB TU CHENAAN KUN KE PARESHAAN NASHAWAM
MOHTAAJ-E- BIRAADARAAN-O-KHISHAAN NASHAWAM
BI MINNAT-E-MAKHLOOQ MARAA ROZI DEH
TAA AZ DAR TU BAR DAR-E-EESHAAN NARAWAM”
“O Allah! Do provide such a cause for me that I may not be perturbed and perplexed; I may stand in need of my brothers and relatives (and acquaintances) Provide me sustenance without the obligation of Thy creatures; So that I may not have to leave Thy door and go to their”
Khwateen Yaad Rakhe Ki Har Dua Quran-E-Paak Ki Ayaat hai so Haiz/Mahaawari Ke Waqt Is Dua Ko Nahi kare. Jab Aap Dusro ke Liye Dua Karte hai To Allahtala Aapka Pura Khyal Rakhte Hai so Apni har Dua Me Sabi Majloomo ka Zikr Kare.
Contact Detail
Name: - Molvi Rahim Sheikh
Call and WhatsApp: - +91-9878049601
Mail: - maulviji786@gmail.com
Web Address: - https://www.islamicistikhara.com/
Facebook: - https://www.facebook.com/Islamicistikhara/
Twitter: - https://twitter.com/islamicistikhra
Google Plus: - https://plus.google.com/u/0/+IslamicIstikhara